Blogger Live Chat Widgets



Live Chat Widget Kya hai?
Blog me kai sare Widget Use hote hai, is tarah ka ek Live Chat Widget hai. uski help se aap apne visiter se live chat karne ka moka de sakte hao. is option ko aap blog pe add karte ho to apne visiter ko koi question ho to vo question ko live chat karke bata ke is ka solution ho sakta hai. is Widget ke help kar sakte hai.
Blogger Live Chat Widgets
Live Chat Box Blog & Website Me Kyu Lgaye?
  • Live Chat Widget Blog me Laga kar Aap Apne Apne Visiter ke sath Achhi tarah se Communicate ho sakte hai.
  • Blog me Live Chat Box laga kar ham visitor ki online se Help kar sakte hai.
  • Online chatting ke davra ham Apne visitor ke question ko thik se samaj kar achhi tarah se unke question ko solve kar sakate hai, jiske karan visitor hamare Blog & Website par Aana bahot jyada prasand karenge, hamare Blog ka traffic Increases ho sakta hai. 

Blog par Live Chat Widget Kaise Add kare?
Blog par ham kuchh site ki help se Live Chat Widget laga sakte hai, is ki jankari ham is post me bataya jayega..
1. https://www.tawk.to/
2. https://getsitecontrol.com


Blog par Live Chat Widget Kaise Add kare?
1. https://www.tawk.to/ par Live Chat Widget kaise Add kare?
Blogger Live Chat Widgets
 Step - 1
Sabse pahle Aapko https://www.tawk.to/ is site pe ja kar singup kar lena hai, jo Aap free me kar sakte hai. Singup kar ne ke Baad aapko ek email Ayega, jis par ja kar Aapko Verification karna padega. Singup karne ke Badd Aapko Name, username, Password dalna hoga.

 Step - 2
Singin karne ke baad aapko Admin Panel me jana hoga, Admin Panel par jo Code diya he usko Copy Kar lena hai.

 Step - 3
Aap Apme Blog ko login Kar le, uske Baad Aapko Layout ke Option ko Select Karna hai, uske Baad add a Gadget par Click kare.

 Step - 4
Ab jo page open hoga is me Aapko Ek Gadget add karna hai vo Gadget he HTML/Javascrip par Click kare aur Tital pe Live chat and Contant me jo code copy kiya hai usko yaha paste karna hoga..

 Step - 5 
Ab Aapka Live chat karke check karna hai, us ke baad aapko pata chal jayega ki kese Live chat ka widget add karna aap sikh jayenge...


Blog par Live Chat Widget Kaise Add kare?
2. https://getsitecontrol.com par Live Chat Widget kaise Add kare?

 Step - 1
Sabse pahle Aapko  https://getsitecontrol.com is site pe ja kar singup kar lena hai, jo Aap free me kar sakte hai. Singup kar ne ke Baad aapko ek email Ayega, jis par ja kar Aapko Verification karna padega. Singup karne ke Badd Aapko Name, username, Password dalna hoga.

 Step - 2
Singin karne ke baad aapko Apko ek code milega us ke baad aapko apne blog ke Gadget pe paste karke save karna hai..

 Step - 3
uske Baad apko Aapko Widget par click karke live chat par click karna hai, baad me create Widget par click kare,

 Step - 4
 Is all create karne ke baad aapkjo ek code milega usko copy kar lena hai..

 Step - 5 
Aap Apme Blog ko login Kar le, uske Baad Aapko Layout ke Option ko Select Karna hai, uske Baad add a Gadget par Click kare.

 Step - 6 
Ab jo page open hoga is me Aapko Ek Gadget add karna hai vo Gadget he HTML/Javascrip par Click kare aur Tital pe Live chat and Contant me jo code copy kiya hai usko yaha paste karna hoga..

 Step - 7 
Ab Aapka Live chat karke check karna hai, us ke baad aapko pata chal jayega ki kese Live chat ka widget add karna aap sikh jayenge...


Tnx for support me... Any Question comments........ya Live Chat ......

एक टिप्पणी भेजें

1 टिप्पणियाँ